Bajrangi tuje mana liya, sindoor laga laga ke 2
Shreeram ne tuje manaya, Laxman ne tuje manaya…2
Sita ne tuje mana liya Lankapuri jalake…
Bajrangi tuje mana liya, sindoor laga laga ke 2
Brahma ne tuje manaya, Vishnu ne tuje manaya….2
Shankar ne tuje mana liya damroo baja baja ke….
Bajrangi tuje mana liya, sindoor laga laga ke 2
Devo ne tuje manaya, danav ne tuje manaya…2
Bhakto ne tuje mana liya Tali baja baja ke…
Bajrangi tuje mana liya, sindoor laga laga ke 2…….